Buscar
JEET NISHCHIT HAI
Cód:
491_9789381588505
Jeevan mein sab hi apne kaaryo mein humesha apne lakshya tak pahunch kar safalta prapt karna chahte hain, kintu kuch hi safal ho paate hain. Aakhir unke andar veh kaun si visheshta hai, kaun sa gunh hai, jo unhe safal bana deta hai? Yeh ek prash hai. Jeet Nishchit Hai mein aapko vijaya ki raah par agrasar karne ki purna shamta hai. iss pustak mei manushya ki shaktiyon ko behad sukshmta se bataya gaya hai. manmohak chitro ke maadhyam se aatma-vishwas, sahas, dridh-icchashakti tatha sakaratmak drishtikon ko ek sarvatha naveen tatha anchue tareeke se vishleshit kiya gaya hai. Aap apni saktiyon ko parat-dar-parat apne saamne khulta hua anubhav kare. Yahi iss pustak ki vishishttha hai.
Veja mais